Jaadu sa chhaane laga | dil kya kar | love status video
All Categories
-
Description
Jaadu sa chhaane laga | dil kya kar | love status video
Lyrics
Jaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareDeewana paagal sa dil
Aankhon mein kajal sa dil
Lehraate aanchal sa dil
Zulfon ke baadal ka dil
Tarse na yeh barse na yeh
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareJaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareTumse chura lein tumhein
Sabse chhupa lein tumhein
Jaan se laga lein tumhein
Sapna bana lein tumhein
Main betaab hoon, tu bechain hai
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareJaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareBhoola fasana koi guzra zamana koi
Sathi purana koi banke bahana koi
Agar dil mein yoon samaa jaaye to
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kareIs paar rah na sake
Us paar ja na sake
Khaamosh rah na sake
Jo chaahe kah na sake
Yeh paagal samaa
Yeh mausam jawaan
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare